Jaane jaane do na
(Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na Chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na) – 2 Na na zid na karo, na na na aise zid na karo Tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na Chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
Aise kyun hai, kyun hai aise jaldi ruko zara – 2 Thehro thehro abhi, karo thoda yakin Aisi betaabiyan achchhi hoti nahi Roko zara jazbaat ko, samjha karo haalat ko Aayegi aayegi milne ki bhi ghadi Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na Chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na Na na zid na karo, na na na aise zid na karo Tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na Chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
Ho na ho na inte bhi to ho na besabar – 2 Is haal mein darata hai dil, ek sharm si ismein shaamil Chhedo na yuun ehsaaas ko, do na hawa is pyaas ko Aaayegi aayegi milne ki bhi ghadi Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na Chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na Na na zid na karo, na na na aise zid na karo Tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na Chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
| Movie / Album | Cheeni Kum Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Shreya Ghoshal |
Lyricist : Manoj Tapadia, Sameer
Singer : Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal
Lyricist : Manoj Tapadia, Sameer
Singer : Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal, Ustad Sultan Khan