(Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha) – 2 Khwahishon ka karaar mumkin hai Ek nayi parwah mumkin hai ho Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha
Justujoo rang layi hai kucch iss tarah Dil ki har aarzoo muskuraane lagi Aasman meherbaan ho gaya Aur zameen gungunaane lagi hai Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha
Khushnuma dil zubaan chhoodiyan pehan kar Har kalai chanak ne khanak ne lagi Kaano ki baaliyan bol uthi hain Geet honthon pe yun aane lagey hain Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai Zindagi mein likha Khwahishon ka karaar mumkin hai Ek nayi parwah mumkin hai ho
| Movie / Album | Bol Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Shoaib Mansoor |
| Singer's | Ahmad Jahanzab, Shuja Haider |
| Music Director | Shoaib Mansoor |
Lyricist : Shoaib Mansoor
Singer : Bina Jawad, Sahir Ali Bagga, Shabnam Majeed