Janam Janam Ka Sath Hai Song Lyrics - Bheegi Palkein

Janam Janam Ka Sath Hai Song Lyrics from Bheegi Palkein (Hindi) (1982) Janam Janam Ka Sath Hai Song Lyrics sung by Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar.This song is composed by Jugal Kishore, Tilak Raj with lyrics penned by M G Hashmat. Bheegi Palkein (Hindi) (1982) movie stars Raj Babbar, Smita Patil and the songs were released in 1982.

Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara

Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara.. Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara

Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara

Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare Ho… o.. Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare Tab se meri nigahein samjhein tere ishare Roop badal kar saajan Maine phir se tumhein pukara

Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara

Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein Ho… o.. Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein Jahaan hawayein gham ki Hum tak pahunch na paayein Kushiyon ki kushbu se mehke Ghar sansar hamara

Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara.. Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Tumhara hamara Tumhara hamara