Mere Mann Ko Mandir Bana Do Guru Song Lyrics - Bhajan Lyrics

Mere Mann Ko Mandir Bana Do Guru Lyrics from Bhajan Lyrics (hindi) . This song is . Bhajan Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Mere Mann Ko Mandir Bana Do Guru Lyrics from Bhajan Lyrics: sings this hindi song for Bhajan Lyrics film with music by

Mere mann ko mandir bana do guru Prabhumai yeh jivan bana do guru

Prabhu kee hee murtee hai pran tumhara Brahmaniyantrit hai pal pal tumhara Meraa tantra isa hee -2 bana do guru

Chidakash jaisa hraday hai tumhara Hai saubhagya hamko jo tumne swekara Rago se priti -2 hata do guru

Divya lage sab kriya yeh tumhari Aisi rahe kaka drushti hamari Nirdosh bhulka -2 bana do guru

Prabhu kaa hee darshan, sabhee me nihare Tere har wachan ko saharsh swikare Samata hee jivan me -2 rahe bas guru

Man buddhi chit aur aham kaa parlay ho Maitri va priti se divya milan ho Manjil ho jivan kee -2 yahee bas guru

Har ek prasang par bhajan kaa hee bal ho Man buddhi par kaa bharosa atal ho Bhajan kee hee lagni -2 laga do guru