(Kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara -2 Pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal Pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho) – (2) Hmm… pehlee kalee ne pehlee ghata se, kya kaha hai sun jara Barish kee pehlee bunde tum, suraj kee pehlee kirne tum Aur meraa pehla pehla pyar tum Naa naa naa naa naa….. la la la la………. La la la la la………… (Kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara -2 Pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal Pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho
Eh hey hey eh……. Mm… pehlee tamanna, pehlee woh khwayish, too hee too hai jan meree Pyar kaa pehla wada tum, aankho kaa pehla sapna tum Aur khushee kaa pehla pehla aansu tum Naa naa naa naa……… hey hey eh hey…… aa aa ha…….. Kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara – (2) Pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal Pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho
| Movie / Album | Bas Itna Sa Khwab Hai Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Goldie Behl |
| Singer's | Alka Yagnik, Shaan |
| Music Director | Aadesh Shrivastava |
Lyricist : Goldie Behl, Mona Alvar
Singer : Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Lyricist : Goldie Behl, Shyam Raj
Singer : Alka Yagnik, Shaan