Barsaat (1949) Lyrics / Hindi / Lata Mangeshkar

Chhod Gaye Balam Mujhe Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

This Hindi song from the 1949 movie Barsaat expresses profound sorrow over a beloved's departure. It describes the pain of separation and a broken heart.

What it means

The lyrics convey the deep emotional distress of being left alone, with a broken heart and shattered companionship, leading to tears and constant suffering.

Listen forrepetition of 'chhod gaye balam' emphasizing abandonmentimagery of tears and a broken heartthe contrast between smiling flowers and the singer's inability to smileexpressions of enduring pain and longing
Moodmelancholicemotionalreflective
Themesseparationlonginglovereflection
Find more like thischhod gaye balam mujhebarsaat 1949hindi song lyricslata mangeshkarmukeshshankar-jaikishanhasrat jaipuriakela chhod gaye

Lyrics

Chhod gaye balam Chhod gaye balam mujhe hay akela chhod gaye Tod gaye balam Tod gaye balam mera pyaar bhara dil tod gaye Chhut gaya balam Chhut gaya balam hay saath hamara chhut gaya Tut gaya balam Tut gaya balam mera pyaar bhara dil tut gaya Phul sag muskaye kaliya mai kaise muskau Phul sag muskaye kaliya mai kaise muskau Badal dekh ke bhar aai ankhiya Badal dekh ke bhar aai ankhiya chham-chham nir bahau Mai chham-chham nir bahau Chhut gaya balam Chhut gaya balam hay saath hamara chhut gaya Tut gaya balam Tut gaya balam mera pyaar bhara dil tut gaya Dil ki lagi ko kya koi jane mai janu dil jane - 2 Palko ki chhaya me nache Palko ki chhaya me nache dard bhare afsane Ye dard bhare afsane Chhod gaye balam Chhod gaye balam mujhe hay akela chhod gaye Tod gaye balam Tod gaye balam mera pyaar bhara dil tod gaye Pahle mann me aag lagi aur phir barsi barsaat - 2 Aisi chali birha ki aandhi Aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hu din-raat Mai tadpat hu din-raat Chhut gaya balam Chhut gaya balam hay saath hamara chhut gaya Chhod gaye balam Chhod gaye balam mujhe hay akela chhod gaye

About this song

Barsaat (1949) Lyrics is a hindi movie, this movie released in. The soundtrack album is composed by shankar-jaikishan. . The song lyrics of Chhod Gaye Balam Mujhe are below