Pehli dafaa, hua hai ye kya Main mujh mein nahin, huaa jaane kya Pehli dafaa, hua hai ye kya Main mujh mein nahin, huaa jaane kya Aksar khayalon mein dil sochta Tujhse hai shayad koi waasta Phir se tu aaye roobaroo
Khwahishein teri main karne lagaa Khwahishon mein teri behne lagaa Fida kya tujhpe main hone lagaa Aaa.. mmm.. Pehli dafa, hua hai ye kya
Oas ki boondon mein aks tera Saaya tera, chehra tera Rang dhoop se bhi hai sunehara Jispe thehra mann ye mera Guzri hai chhu kar ke aarzoo Phir se tu aaye roobaroo
Khwahishein teri main karne lagaa Khwahishon mein teri behne lagaa Fida kya tujhpe main hone lagaa Aaa.. mmm.. Pehli dafa, hua hai ye kya
Ho… pariyon se bhi zyada hai tu haseen Dilnasheen.. huaa yaqeen Deewaron pe tune mere dil ki Dastak di.. door se hi Har pal teri hai justaju Phir se tu aaye roobaroo
Khwahishein teri main karne lagaa Khwahishon mein teri behne lagaa Fida kya tujhpe main hone lagaa Aaa.. mmm.. Pehli dafa, hua hai ye kya
Movie / Album | Barkhaa |
Language | Hindi |
Lyricist | Sameer Anjaan |
Singer's | Renuka, Sonu Nigam |
Music Director | Amjad-Nadeem |
Label | Zee Music |
Year | 2015 |
Starring | Sara Loren, Taaha Shah |