Sweety Tera Drama Song Lyrics - Bareilly Ki Barfi

Aabra ka daabra mora sanwara hai bawra Dhoti kurta pehan ke ghoome Delhi ho ya Agra Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye Kamar lachkaye toh lakhon gir jaayein Music! Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye Kamar lachkaye toh lakhon gir jaayein

Kaahe maare re taana Kyun banta hai sayana Na main teri gujariya Na tu mera deewana…

Sweety tera.. Hoye.. Sweety tera drama macha de humgama Ladayein jo nazaraiya julam hoyi gawa Haan tere hain deewane Tu maane ya na maane Arey sun le gujariya balam hoyi gaya

Music!

Karo ji na halla Hai dekhe mohalla Mile kya tamasha dikha ke

Thama do ji palla Na samjho nithalla Mujhe pyari bhasha sikha ke

Kaahe maare re taana Kyun banta hai sayana Na main teri gujariya Na tu mera deewana

Sweety tera… Hoye.. Sweety tera drama macha de humgama Ladayein jo nazaraiya julam ho gaya Haan tere hain deewane Tu maane ya na maane Arey sun le gujariya balam hoyi gawa

Aabra ka daabra mora sanwara hai bawara Dhoti kurta pehan ke ghoome Delhi ho ya Agra