Akeli mat jaiyo radhe jamuna ke tir
Ho jo ho Tu ganga ki mauj mai jamuna ka dhara – 2 Ho rahega milan ye hamara ho humara Tumhara rahega milan Ye hamara tumhara
Agar tu hai sagar to majhadhar mai hu Majhadhar mai hu Tere dil ki kashti ka patwar mai hu Patwar mai hu Chalegi akele na tum se ye naiyya Na tum se ye naiyya
Milegi na manjil tumhe bin khiwayya Tumhe bin khiwayya Chale aao ji Chale aao ji chale aao maujo ka lekar sahara Ho rahega milan Ye hamara tumhara
Bhala kaise tutenge bandhan ye dil ke Bandhan ye dil ke Bichhadti nahi mauj se mauj milke Ho mauj milke Chhupoge bhanwar me to chhupane na denge To chhupane na denge Dubo denge naiyya tumhe dhundh lenge Tumhe dhundh lenge
Banayenge ham Banayenge ham banayenge tufan ko ek din kinara Ho rahega milan Ye hamara tumhara
Tu ganga ki mauj mai jamuna ka dhara – 2 Ho rahega milan ye hamara ho humara Tumhara rahega milan Ye hamara tumhara
Tu ganga ki mauj mai jamuna ka dhara Ho rahega milan ye hamara ho humara Tumhara rahega milan Ye hamara tumhara
| Movie / Album | Baiju Bawra |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Shakeel Badayuni |
| Singer's | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi |
| Music Director | Naushad |
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi, Shamshad Begum
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Mohammad Rafi
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Pandit Dattatreya Vishnu Paluskar, Ustad Amir Khan