Diya Jalakar Aag Bujhaya Song Lyrics - Badi Maa

Diya Jalakar Aag Bujhaya lyrics from Badi Maa is a bollywood movie, music produced by datta korgaonkar. It stars ishwarlal, noor jehan, yakub in main roles, this movie released in 1945. The soundtrack album is composed by datta korgaonkar.

Diya jalakar aag bujhaya – 2 Tere kam nirale, nirale, (dil tod ke janewale -2) Diya jalakar aag bujhaya

Phul pavan aur nadi kinara, karat ishare sanjh kaa tara Vyakul hai man mera aaja – (3) O chhod ke janewale, (dil tod ke janewale -2) Diya jalakar aag bujhaya

Dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya – (2) Gam kaa tufan aane ko hai, (chhaye badal kale -2) O chhod ke janewale, dil tod ke janewale Diya jalakar aag bujhaya