Agar dil kissi se lagaaya na hota (2) Zamaane ne hum ko mitaaya na hota (2)
Gira na hi tha toone aansoo samajh ke, aansoo samajh ke To nazaron mein hum ko basaaya na hota (2) Zamaane ne hum ko mitaaya na hota
Muqaddar mein gar yehi rusvaaiyaan thi, rusvaaiyaan thi To mehfil mein teri main aaya na hota (2) Zamaane ne hum ko mitaaya na hota
Agar tere daaman ki hasrat na hoti, hasrat na hoti To yoon zindagi ko lootaya na hota Agar dil kissi se lagaaya na hota Zamaane ne hum ko mitaaya na hota
| Movie / Album | Bada Aadmi |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Prem Dhawan |
| Singer's | Mohammad Rafi |
| Music Director | Chitragupta Shrivastava |
| Label | Saregama |
| Year | 1961 |
| Starring | Jayant, Sheikh Mukhtar, Vijaya Choudhury |