(Ham ladkiya nahi hangama hain Lagati hain sidhi sadhi ham me drama hain) – (2) Ladko ke pitche pitche pitche jaye, (jadu chalaye ham hain balaye -2) Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja Bachke rehna re baba – (8)
Ladko kaa fashion huwa hain purana, aaya hain abb ladkiyo kaa jamana – (2) Payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana Jadu chalaye ham hain balaye – (2) Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja Bachke rehna re baba – (8)
Aankho mai kajal agar ham lagaye, phir kya hain ham rat usko banaye – (2) Pal bhar mai badal ko aawara karde, chunri agar ham hawa me udaye Jadu chalaye ham hain balaye – (2) Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja Bachke rehna re baba – (8)
(Ham ladkiya nahi hangama hain Lagati hain sidhi sadhi ham me drama hain) – (2) Ladko ke pitche pitche pitche jaye, (jadu chalaye ham hain balaye -2) Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja Bachke rehna re baba – (8)
Movie / Album | Bachke Rehna Re Baba |
Language | Hindi |
Lyricist | Dev Kohli |
Singer's | Sowmya Raoh, Sunidhi Chauhan |
Music Director | Anu Malik |
Label | T-Series |
Year | 2005 |
Starring | Mallika Sherawat, Paresh Rawal, Rekha |