Aaye Aaye Hain Sapne Me Hamare Woh Song Lyrics - Bachchon Ka Khel

Lyrics of 'Aaye Aaye Hain Sapne Me Hamare Woh ' song from the hindi movie 'Bachchon Ka Khel', the lyrics are written by pt. mukhram sharma, in the voice of singer anuradha paudwal, Produced by raja nene

Aaye aaye hain sapane mein hamaare wo Aaye aaye hain sapane mein hamaare

Muhabbat ke dariya pe donon the aaye Main thi is kinaare, wo the us kinaare Aaye aaye hain sapane mein hamaare

Kahaan mainne, aaoon main kaise, bataao Pareshaan donon ishq ke bichaare Aaye aaye hain sapane mein hamaare

Isi bebasi mein lahar ik aai Chalen donon milane usi ke sahaare Aaye aaye hain sapane mein hamaare

Usi ke gale mil ke main hans rahi thi Khuli aankh dekha to chhitake the taare Aaye aaye hain sapane mein hamaare