Lakh Zamane Wale Song Lyrics - Baazi

Lakh Zamane Wale lyrics : Lakh Zamane Wale Song from Baazi is sung by geeta dutt and composed by s d burman, starring dev anand, geeta balli.

O ( laakh zamane waale Daale dilon pe taale Tum bhi na bhoolo baalam Ham bhi na bhoolen ) -2 Baalam Ham bhi na bhoolen

O ( dil ki lagi pe dekho Aanch na aaye Jaan rahe ke jaaye Pyaar na jaaye ) -2 Beete so beete dekho Duniya na jeete dekho

Tum bhi na bhoolo baalam Ham bhi na bhoolen baalam Ham bhi na bhoolen

O ( gam jo tumhara ho wo Gam bhi hai pyaara Main bhi tumhari baalam Dil bhi tumhara ) -2 Preet lagi na choote Dor baandhe na toote

Tum bhi na bhoolo baalam Ham bhi na bhoolen Baalam Ham bhi na bhoolen

Laakh zamaane waale Daalen dilon pe taale Tum bhi na bhoolo baalam Ham bhi na bhoolen baalam Ham bhi na bhoolen