Meaning and listening notes
Aashik Hu Mai Katil Bhi Hu Lyrics is a Bollywood song from the 1999 movie Baadshah, sung by Abhijeet. Composed by Anu Malik with lyrics by Sameer, it features a confident and charismatic persona.
Interpretation
The song portrays a bold and self-assured character who embraces his dual nature as a captivating lover and a charming rogue, asserting his unique presence and influence over others.
Listen forthe repeated declaration aashik hu mai katil bhi huthe powerful badshah o badshah choruslyrics describing the character's confident and carefree lifestylethe playful tone despite the 'killer' claim
Find more like thisaashik hu mai katil bhi hubaadshah 1999abhijeet songanu malik musicsameer lyricshindi movie songbollywood songbadshah o badshah
Lyrics
Aashik hu mai katil bhi hu, sabke dilo me shamil bhi hu - (3)
Dil ko churana ninde udana, bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi, marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah, badshah hey badshah
Badshah o badshah, badshah
Aashik hu mai katil bhi hu, sabke dilo me shamil bhi hu
Dil ko churana ninde udana, bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi, marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah, badshah hey badshah
Badshah o badshah, badshah
Charo taraf hai mere hi charche, hontho pe hai bas mera nam
Rango bhari subah meri, masti me dubi hai meri sham
Jhuthi kahani sacchi lage, aawargi mujhe achchhi lage
Naghme sunana sabko nachana, bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi, marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah, badshah hey badshah
Badshah o badshah, badshah
Hai yeh mohabbat kamjori meri, chahat ki duniya pe mera raj
Bas rab ke aage jhukta mera sar, jhukte mere samne takhto taj
Andaz mera sabse juda, mai badshaho kaa badshah
Sapne sajana hansna hasana, bas yahi mera kusur