Hmm pehli bar, ha pehli bar Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha
Ha pehli bar – (2) Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha Ha pehli bar
(Kisiko naa pata chala kya ho gaya Aisi mili najren ke dil kho gaya) – (2) Chupke se woh pehlu me aa -2 boli mujhe aa re aa
Ha pehli bar – (2) Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha Ha pehli bar
(Nasha ankho me abb chane laga hai Maza jine kaa abb aane laga hai) – (2) Sath hai woh, pas hai woh – (2) Aaj nahee naa re naa
Ha pehli bar – (2) Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha Ha pehli bar
(Sanso me sans jab mil jayegi Kali sapno kee khil jayegi) – (2) Kal kaa mujhe yad nahee – (2) Aaj kee bat wah re wah
(Ha pehli bar -2 Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha) – (2) Ha pehli bar
| Movie / Album | Aur Kaun Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Amit Khanna |
| Singer's | Kishore Kumar |
| Music Director | Bappi Lahiri |