Dilbar Mera Dur Huwa Song Lyrics - Anwar Lyrics

Dilbar Mera Dur Huwa Lyrics from Anwar Lyrics (bollywood) sung by pankaj awasthi. This song is composed by pankaj awasthi with lyrics penned by shyam ravindran. Anwar Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Dilbar Mera Dur Huwa Lyrics from Anwar Lyrics: pankaj awasthi sings this bollywood song for Anwar Lyrics film with music by pankaj awasthi

(Dilbar mera dur huwa, mere dil kaa chain woh lut gaya Woh gham kaa saya chhod gaya, iss gham ke siwa abb kuchh naa raha) – (2) Aasu hee the, aasu bhi abb beh gaye Dhadkan kahe ruk jau mai bas abb yahi

Dhadkan kahe ruk jau mai bas abb yahi – (2) (Mera saya mujhse ruth gaya ek sapna tha woh tut gaya Jo apna tha woh chhut gaya aisi kyun mili hai saja) – (2) Aasu hee the, aasu bhi abb beh gaye Dhadkan kahe ruk jau mai bas abb yahi

Woh lamhe bikhare dur kahee mayusi hai iss dil me basi Bas tanha hu koyi aas nahee ek dard bhara aalam hai yaha Mai jinda hu par hosh nahee jab dilbar mera sath nahee Bas chahat hai koyi josh nahee madhosh hu abb kayamat sahi

(Dilbar mera dur huwa mere dil kaa chain woh lut gaya Woh gham kaa saya chhod gaya, iss gham ke siwa abb kuchh naa raha) – (2)