(Jale na kyo – 2 Jale na kyo parvana – 2) – (2)
Shama dikhakar husn ke jalve – 2 Bana ke jab diwana Jale na kyo parvana (Dil ki lagi ka naam hai ulfat Dil ki lagi ka naam ulfat hai) – (2)
Aur ulfat ka hai ye matlab – 2 (Chupake chupake dhire dhire Hans hans ke jal jana) – (2)
Jale na kyo parvana Jale na kyo – 2 Jale na kyo parvana – 2
Jalana hai to phir jal jaye ho Jalana hai to phir jal jaye
Husn ke sanche me dhal jaye – 2 (Ishq me dono ek hai ab to Jina ya mar jana) – (2) Jale na kyo parvana
Shama dikhakar husn ke jalve – 2
Banaa ke jab diwana Jale na kyo parvana
| Movie / Album | Anokhi Ada (1948) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anjum Pilibhiti |
| Singer's | Surendra Nath |
| Music Director | Naushad Ali |