Jawa hai mohabbat hasi hai jamana Lutaya hai dil ne, khushi kaa khajana Jawa hai mohabbat……..
Mohabbat kare, (khush rahe muskuraye -2) Naa soche hame kya kahega jamana Jawa hai mohabbat……..
Abhi tak mujhe, (yad hai woh kahani -2) Naa bhulega bachapan kaa rangin jamana Jawa hai mohabbat……..
Kya ankho ankho me baten huyi hain – (2) Kisine naa dekha kisine naa jana Jawa hai mohabbat……..
Tum aaye ke bachpan mera, laut aaya, laut aaya Mila hai mujhe jindgi kaa bahana Jawa hai mohabbat……..
Movie / Album | Anmol Ghadi Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Noor Jehan |
Music Director | Naushad |