Mod laaye uss pehar pe kyun jo kal hi hai gujara Hai jaagata sa koyi khwaab ya phir wahi ?? kat gaya
Meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera Kho gaya tha saath kal jo tera Tha chala gaya par mila hai aaj kyun Jaise dariya dariya behakati hai leharein Aur dilon ke saahilon pe thehare Mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun
Socha na tha phir miloge yuun Aise hi dobaara jaana na tha Itefaaqan saamane tum aaoge Teri aas hai
Teri pyaas hai yahaan Meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera Kho gaya tha saath kal jo tera Tha chala gaya par mila hai aaj kyun Jaise dariya dariya behakati hai leharein Aur dilon ke saahilon pe thehare Mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun
Socha na tha phir miloge yuun Aise hi dobaara jaana na tha Itefaaqan yuun saamane tum aaoge (Meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera Kho gaya tha saath kal jo tera Tha chala gaya par mila hai aaj kyun Jaise dariya dariya behakati hai leharein Aur dilon ke saahilon pe thehare Mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun) – (2)
| Movie / Album | Ankur Tewari - Jannat (2010) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Ankur Tewari, Sami |
| Singer's | Ankur Tewari |
| Music Director | Xulfi |