Mai raah kab se (Mai raah kab se Nayi jindgi ki takti hu) – (2) Har ek kadam pe (Har ek kadam pe Har ek mod pe sambhlti hu) – (2)
(Kiya hai jasan kabhi Dubte sitaro ka) – (2) (Kabhi mai ek kiran ke Liye bhatak ti hu) – (2) Mai raah kab se Nayi jindgi ki takti hu
(Kabhi palak me chamkti Hu moor ki surat) – (2) (Kabhi jamin pe phul ki Tarah mahakti hu) – (2) Mai raah kab se Nayi jindgi ki takti hu
Mai khud ko dekh ke (Mai khud ko dekh ke Hairan hone lagti hu) – (2) (Ke ayine ji juba Mai kaha samjhti hu) – (2) Mai raah kab se Nayi jindgi ki takti hu
(Kisi ka chand si pak Chehra yad rahta hai) – (2) (Mai apne khwab ki duniya se Jab palat ti hu) – (2) Mai raah kab se Nayi jindgi ki takti hu Har ek kadam pe Har ek mod pe sambhlti hu
| Movie / Album | Anjuman (1986) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Shahryar |
| Singer's | Shabana Azmi |
| Music Director | Mohammed Zahur Khayyam |
Lyricist : Faiz Ahmed Faiz
Singer : Jagjit Kaur, Mohammed Zahur Khayyam