Kis Kadar Chahate Hai Ham Tumko Sanam Song Lyrics - Anjaane Lyrics

Kis Kadar Chahate Hai Ham Tumko Sanam Lyrics: Song from Anjaane Lyrics movie written by sameer, song is composed by himesh reshammiya.

Anjane anjane anjane……. Yeh rishtey, yeh rishtey…. Anjane anjane……. Anjane anjane anjane……. Kis kadar -3 chahate hai ham tumko sanam Kya bataye tumko – (2) Kya se kya jindgi ho gayi sanam, (kya bataye tumko -2) Kis kadar chahate hai ham tumko sanam, (kya bataye tumko -2)

Anjane anjaneanjane anjane anjane……. (Apni toh kismat me hai bas khamoshi tanhayi Sath mere chalti hai teri yado kee parchhayi) – (2) Hamko diye hain pyar me tumne kaise kaise gham Kya bataye tumko – (2) Kis kadar chahate hai ham tumko sanam, (kya bataye tumko -2)

Anjane anjaneanjane anjane anjane……. (Tum kya jano tum kya samjho ham kaise hai jite Bechaini ke sadme sehte ansu pal pal pite) – (2) Kyu din rat jalte hai -2 sawan ke bhi mausam Kya bataye tumko – (2) Kis kadar chahate hai ham tumko sanam, (kya bataye tumko – 4) Anjane -3 tum hamse anjane anjane