Gumshuda Chain Song Lyrics - Anjaan Lyrics

Gumshuda Chain Lyrics : Gumshuda Chain Song from the film Anjaan Lyrics is sung by kailash kher . ,

Gumshuda chain Ruuh bejaar jism-o-jaan tanha Gumshuda chain Ruuh bejaar jism-o-jaan tanha Dil ho chala sare bazaar Iss tarah tanha Gumshuda chain Ruuh bejaar jism-o-jaan tanha

Ab sukoon se saans le do ghadi – 2 Mere khuda sadiyon jiya hawaon ke intezaar mein Kanse din rain donon hairaan har lamha tanha Dil ho chala sare bazaar Iss tarah tanha Gumshuda chain Ruuh bejaar jism-o-jaan tanha

Yeh beintehaa bekhudi waqt ki – 2 Behosh si hain sar zameen Nashe mein aasamaan hain Kho chuka tha sabr-o-karaar har fiza tanha Dil ho chala sare bazaar Iss tarah tanha Gumshuda chain Ruuh bejaar jism-o-jaan tanha