Sawan Ki Aayi Hai Bahar Song Lyrics - Anjaan (1956) Lyrics

Sawan Ki Aayi Hai Bahar Lyrics : Sawan Ki Aayi Hai Bahar Song from the film Anjaan (1956) Lyrics is sung by lata mangeshkar and composed by hemant kumar. ,

Ho ho ho ho ho ho ho ho – 2 (Sawan ki aayi hai bahar Jhule pe mera pyar sakhi Jhulna jhulaye ja Ho sawan ki aayi hai bahar) – (2) Aa aa aa aa aa aa aa aa – 2

(Jhulna me jhulo guyiyan Sab kuch bhul ke) – (2) (Kabhi gori dekh zara Piya sang jhul ke) – (2) Piya sang jhul ke Ho naino me aayega khumar Jhulungi sau sau baar Sakhi jhulna jhulaye ja Ho sawan ki aayi hai bahar Jhule pe mera pyar sakhi Jhulna jhulaye ja Ho sawan ki aayi hai bahar Aa aa aa aa aa aa aa aa – 2

(Gori gori baiyo ka Jhulna banau mai) – (2) (Nazro ki dor dalu Saiya ko jhulau mai) – (2) Saiya ko jhulau mai Ho miljul ke gayenge malhar Jhumega mera pyar Sakhi jhulna jhulaye ja (Ho sawan ki aayi hai bahar Jhule pe mera pyar sakhi Jhulna jhulaye ja) – (2) Ho sawan ki aayi hai bahar