Holi Ki Aayi Bbahar Aaj Dekho Song Lyrics - Anjaan (1956) Lyrics

Holi Ki Aayi Bbahar Aaj Dekho lyrics from Anjaan (1956) Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by hemant kumar.

(Holi ki aayi bahar aaj dekho Holi ki aayi bahar) – (2) Mausam pe rang mere man me tarng hai Man me sajan ka pyar (Holi ki aayi bahar aaj dekho Holi ki aayi bahar) – (2)

(Gore gore mukhde pe laga gulal Halke gulabi mere gal huye lal) – (2) Hua bura hal sakhi bhul gayi chal – 2 Mai to saiya se man gayi har ho Holi ki aayi bahar aaj dekho Holi ki aayi bahar

(Saiya ne bhar ke pichkari Dekho ji meri chunariya pe mari) – (2) Mai to bhig gayi sari Mari laz ke ari Band huye mere naino ke dwar ho (Holi ki aayi bahar aaj dekho Holi ki aayi bahar) – (2)

Mausam pe rang mere man me tarng hai Man me sajan ka pyar (Holi ki aayi bahar aaj dekho Holi ki aayi bahar) – (2)