Sunau kya mai gam apna zuban tak la nahi sakta Jo gana chahta hai dil wohi mai ga nahi sakta Wohi mai ga nahi sakta Sunau kya
Mile hai gair se hans kar wo mere samne haye Wo mere samne haye Lagi hai thes wo dil par ke mai batla nahi sakta Ki mai batla nahi sakataa
Sunau kya mai gam apna zuban tak la nahi sakta Sunau kya
Meri hasrat bhari nazro ko ab tak jo nahi samjha Use mai dard e dil apna kabhi samjha nahi sakta Kabhi samjha nahi sakta
Sunau kya mai gam apna zuban tak la nahi sakta Sunau kya
Siwa tere bahut hai husn wale bhi zamane me Husn wale bhi zamane me Magar mushkil ye hai ab dil kisi par aa nahi sakta Kisi par aa nahi sakta
Sunau kya mai gam apna zuban tak la nahi sakta Sunau kya
Movie / Album | Andaz - 1949 Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
Singer's | Mukesh |
Music Director | Naushad Ali |
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Lata Mangeshkar