Aasman Se Aaya Farishta Song Lyrics - An Evening In Paris

Aasman Se Aaya Farishta Song Lyrics from An Evening in Paris (Hindi) (1967) Aasman Se Aaya Farishta Song Lyrics sung by Mohammad Rafi.This song is composed by Shankar Jaikishan with lyrics penned by Hasrat Jaipuri. An Evening in Paris (Hindi) (1967) movie stars Shammi Kapoor, Sharmila Tagore and the songs were released in 1967.

Oh jaan-e-man, ek nazar idhar bhi

Aasman se aaya farishta Pyar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki Laya hoon woh dikhlaane Aasman se aaya farishta Pyar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki

Laya hoon woh dikhlaane Kaho pyar hai tumse – ja ja Oh kaho pyar hai tumse – ja ja ja Seekho zara seekho andaaz pyar ka humse tum Karlo aji karlo iqraar pyar ka humse tum Seekho zara seekho andaaz pyar ka humse tum Karlo aji karlo iqraar pyar ka humse tum Aasman se aaya farishta

Pyar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki Laya hoon woh dikhlaane Kaho pyar hai tumse – ja ja Oh jaana pyar hai tumse – ja ja ja

Dilbar teri khatir main chand chod kar aaya hoon Dene nazrana main apne pyar lo laaya hoon Dilbar teri khatir main chand chod kar aaya hoon Dene nazrana main apne pyar lo laaya hoon Aasman se aaya farishta Pyar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki Laya hoon woh dikhlaane Kaho pyar hai tumse – silly Oh jaana pyar hai tumse – don’t be silly

Saaya hoon main tera Tere saath saath hi aaunga Aashiq hoon main tera Baahon se bandh le jaaunga Saaya hoon main tera Tere saath saath hi aaunga Aashiq hoon main tera Baahon se bandh le jaaunga Aasman se aaya farishta Pyar ka sabak sikhlaane Dil mein hai tasveer yaar ki Laya hoon woh dikhlaane Kaho pyar hai tumse – hmm Oh jaana pyar hai tumse – hmm hmm Kaho pyar hai tumse – haan Oh jaana pyar hai tumse – haan haan Kaho pyar hai tumse – kaha na Oh jaana pyar hai tumse – haan haan hai Kaho pyar hai tumse – hmm Oh jaana pyar hai tumse – haan haan