Jaao Re Jogi Tum Jaao Re Song Lyrics - Amrapali (1966) Lyrics

Jaao Re Jogi Tum Jaao Re lyrics : Jaao Re Jogi Tum Jaao Re Song from Amrapali (1966) Lyrics is sung by lata mangeshkar and composed by shankar-jaikishan,

Jaao re jogi tum jaao re – (2) (Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa Jaao re jogi tum jaao re) – (2)

Prem ki pida sachcha sukh hai, prem binaa yeh jivan dukh hai – (2) Jaao re jogi tum jaao re Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa Jaao re jogi tum jaao re

Jivan se kaisa chhutakaara, hai nadiya ke saath kinaara – (2) Jaao re jogi tum jaao re Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa Jaao re jogi tum jaao re

Gyaan ki to hai simaa gyaani, gaagar mein saagar kaa paani – (2) Jaao re jogi tum jaao re Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa Jaao re jogi tum jaao re – (3)