Ma Ka Man Mamta Ka Mandir Song Lyrics - Amba Lyrics

Ma Ka Man Mamta Ka Mandir Lyrics from Amba Lyrics (bollywood) sung by anuradha paudwal, mohammed aziz. This song is composed by laxmikant-pyarelal with lyrics penned by anand bakshi. Amba Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Ma Ka Man Mamta Ka Mandir Lyrics from Amba Lyrics: anuradha paudwal, mohammed aziz sings this bollywood song for Amba Lyrics film with music by laxmikant-pyarelal

Ma ka maan mamta ka mandir Maan ke andar tut gaya (Ma ka maan mamta ka mandir Maan ke andar tut gaya Roye yashoda maiya kanhiya ruth gaya – 2) – (2)

Kuch bhi huya nikle na aansu – 2 Aaj raha na dil par kabu Pichhe mudkar dekh jara tu – 2 Dukh se tere hath se mere Sabar ka daman chhut gaya Roye yashoda maiya kanhiya ruth gaya – 2

Shak ho to shak dur tu kar le – 2 Mujhko kahi se hath se tak le Pyar bahega khun ke badle – 2 Ye ek sach hai, ye hi sach hai Ye sach kase chhut gaya – 2 Bas ma bas kuch aur na kahana – 2 Mushkil hoga ye dukh sahana Bhig gaye mere bhi naina – 2 Maf mujhe kar de tu hansh kar – 2 Mai asvan me dub gaya – 2