Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain Song Lyrics - Amar Kahani Lyrics

Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain Lyrics: Song from Amar Kahani Lyrics movie sung by suraiya, song is composed by .

(Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain) – 2

(Jhum-jhum kar diye ki baati Mere dil ko kare ishaara) – 2 (Jaan gayi main aane waala Hai tera saajan pyaara) – 2

Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain

(Jin galiyon se aaye balamawa Un galiyon mein nain bichhaayuun (Qadam-qadam par aashaaon ke Deep jalaati jaayuun) – 2

Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain

(Aaj raat aankhon-aankhon mein Kah dungi sab dil ki baatein) – 2 (Roz-roz kab aati hain ye Madur milan ki raatein) – 2

(Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain Sajan ghar aane waale hain Balam ghar aane waale hain) – 2