Janam Janam Kaa Hai Yeh Nata Song Lyrics - Amar Jyoti Lyrics

Amar Jyoti Lyrics is a hindi movie , this movie released in . . . The song lyrics of Janam Janam Kaa Hai Yeh Nata are below

Janam janam kaa hai yeh nata tera mera sajna Sath kabhi naa chhute pyar kabhi naa tute balma

Banake sharmili dulhanen saj-dhajake bahare aayengi Mithi-mithi si kushabu se mann kee bagiya mahakayengi Bas git yahi duharayengi, amar rahega pyar apna

Mai sarita too sagar hai mai badari too sawan hai Mai chhavi hu sundar sapno kee too aashao kaa darpan hai Too majhi mai naiya teri, yeh pyar bana patawar apna

Hai prit madhur si ragini jiwan bina ke tar kee Jo dekhi tere naino me hai amar woh jyoti pyar kee Iss par kabhi us par kabhi, huwa milan sau bar apna