Kala Jadu Ho Gaya Re Song Lyrics - Allah Ke Banday Lyrics

Kala Jadu Ho Gaya Re Lyrics: Song from Allah Ke Banday Lyrics movie sung by ishq bector, written by sarim momin, song is composed by ishq bector.

Kala jadu kala jadu Raku bhai ye sab kya ho raha hai bhai Sab ulta pulta ho raha hai bhai

(Kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya – 2 Chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya – 2) – (2)

Lekin bhai apun pakde gaye to 12 kya 24 mulko me Apna darr hai sab dilo me Don hai apun bol kya samjha Kya Apni bhi to photo voto Tv fm pe dikha do Ho jayenge kitne me fana Kya Abhi lathi kha ke jail me ja ke gundagiri karenge – 2 Duniya ko bhi do tukdo me aadha aadha karenge – 2 To jao dilli ye bate bhi sansad me uthao re

Kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya – 2 Chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya – 2

Its black magic Hands up hands up Arrey baap re abhi kya hoga

Sunn be chhote dil pe mat le mauka hai abhi bhi wat le Game nahi ye sab ke bass ka Kya Khenche shana yaku boxer aayenge jab get together Phat jayegi sab ki yaha Kya Iss ko todo uss ko phodo soch voch ke kya karna – 2 Bhaigiri ka licence do ya yahi pe denge hum dharna – 2 Hosh me aane se pehle phir do dam aur lagao re

Kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya – 2 Aadha bheja so gaya re aadha bheja so gaya – 2 Kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya – 2 Chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya – 2

Its a black magic baby