Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Song Lyrics - Aladin Ka Beta Lyrics

Following is the lyrics of 'Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka ' song from the bollywood movie 'Aladin Ka Beta Lyrics', the lyrics are written by tanvir naqvi, in the voice of singer mohammad rafi

Aa gaya hai waqt maut ka Band hai har ek rasta Gul gul hoga tera pyar Haye haye meri maa

Mai abhi hua hi tha jawa Aa gayi hai maut na raha Fas gayi kaha nanhi si ye ja Tut kyu pada na aasma Haye haye meri maa Aa gaya hai waqt maut ka Band hai har ek rasta Are gulu gulu hoga tera kya Kya hoga

Koi leke jaye baya Todta hai dam tera gulam Leke tera nam aakhiri salam Khatam ho rahi hai dasta Haye haye meri maa Aa aa gaya hai waqt maut ka Band hai har ek rasta Gulu gulu sochta hai kya

Sochta hu ye jaha kahi Ik hasin khwab to nahi Meri najami de mujhe yaki Are meri najami de mujhe yaki Ye jami hai ya aasma Tauba tauba meri ja Aa aa gaya hai waqt maut ka Band hai har ek rasta Gulu gulu sochta hai kya Aa aa gaya hai waqt maut ka