Ae Khuda Yeh Bata, Aisa Hota Hai Kyun Song Lyrics - Akarshan (1988) Lyrics

Akarshan (1988) Lyrics is a hindi movie , this movie released in . . . The song lyrics of Ae Khuda Yeh Bata, Aisa Hota Hai Kyun are below

(Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun) – (2) Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

Dur tak ghum rahi dhund aaye najar Dhund aise ki gum ho gayi rehgujar Ek dil de diya uljhane iss kadar Kitana mushkil raha (jindagi ka safar -3) Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

Aise chaah pakad mein fasaaya hi tha Jise apana kaha woh paraaya hi tha Tune aankhon ko sapane diye kyun bata Maine sapane sajaaye (meri kya khata -3) Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

Jindagi ban gayi dard ki daastaan Badguma ho gaye yeh jamin aasmaan Hai ajab chaar su ghum ki parchhaayiya Tu hi batala ke abb (jaau bhi toh kahaan -3) Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun Ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

Mere haathon se kyun dhup ke saaye ghane Behaki raaton na aaya koi thaamane Raahpar kyun lage raah mein lutane Dubate waqt saahil (raha saamane -3)