Tum aur main aur yeh bekhudi – (2) Nashili raat hai, tumhaara saath hai kya baat hai, baat hai Tum aur main aur yeh bekhudi
Mehaki huyi tanhaayiya, behaki huyi angadaayiya – (2) Mujhe thaam lo -3, jaaneja jaaneja Tum aur main aur yeh bekhudi
Jaadu bhi hu tona bhi hu, chaandi bhi hu sona bhi hu – (2) Mujhe loot lo -3 jaaneja jaaneja Tum aur main aur yeh bekhudi
Gora badan khushbu bhara, kehata hai kya sun lo jara – (2) Mujhe pyaar do -3, jaaneja jaaneja Tum aur main aur yeh bekhudi Nashili raat hai, tumhaara saath hai kya baat hai, baat hai Tum aur main aur yeh bekhudi aa aa aa aa aa aa……..
| Movie / Album | Aitbaar (1985) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Farooq Kaiser |
| Singer's | Asha Bhosle |
| Music Director | Bappi Lahiri |
Lyricist :
Singer : Asha Bhosle, Bhupinder Singh