Sigwan i like that
Ai haseen ai haseen Ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi – (2) Mere dil mein utar gaye tum Teri jaaduyi najar ka hai aisa asar, hosh hi ho gaye gum Ai jawaan naujawaan, ai mere hamnawa – (2) Mere dil mein utar gaye tum Ik jaaduyi najar ka hai aisa asar, hosh hi ho gaye gum
Tere bin gujaara abb nahi, jina bhi gawaara abb nahi – (2) Dil tere hawaale kar diya, duja ?? sahaara abb nahi
Ai haseen ai haseen Ai haseen dilnashi
Sahi nahi jaati duriya, thodi si hai majburiya – (2) Majburi na jaan pe aa bane, aisa hum na hone denge haan
Ai jawaan naujawaan, ai mere hamnawa – (2) Mere dil mein utar gaye tum Teri jaaduyi najar ka hai aisa asar, hosh hi ho gaye gum
| Movie / Album | Aishwarya Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Atique Allahabadi |
| Singer's | Alwin, Anuska U V, Kunal Ganjawala |
| Music Director | Vishnu Narayan |
Lyricist : Atique Allahabadi
Singer : Arvind Singh, Sunidhi Chauhan
Lyricist : Atique Allahabadi
Singer : Alka Yagnik, Vijay Prakash
Lyricist : Atique Allahabadi
Singer : Alwin, Anuska U V, Kunal Ganjawala
Lyricist : Atique Allahabadi
Singer : Kunal Ganjawala