Aisa Kyun Hota Hai (Title Song) Song Lyrics - Aisa Kyon Hota Hai Lyrics

Aisa Kyun Hota Hai (Title Song) Lyrics from Aisa Kyon Hota Hai Lyrics (hindi) sung by shreya ghoshal. This song is composed by tauseef akhtar with lyrics penned by payam sayeedi. Aisa Kyon Hota Hai Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Aisa Kyun Hota Hai (Title Song) Lyrics from Aisa Kyon Hota Hai Lyrics: shreya ghoshal sings this hindi song for Aisa Kyon Hota Hai Lyrics film with music by tauseef akhtar

Aisa kyun hota hai – (2) Mohabbat karega woh rota rahega – (2) Yeh hota raha hai yeh hota rahega – (2) Mohabbat karega woh rota rahega Aisa kyun hota hai – (2)

Mohabbat me kaisi saja maine payi, wafao ke badle mili bewafayi Badi bhul kee khwab dekhe milan ke, mujhe meri kismat ne dedi judayi Aisa kyun hota hai – (2)

Yeh mera daman bhi rota rahega Mohabbat karega woh rota rahega Yeh hota raha hai yeh hota rahega

Naa koyi shikayat, naa koyi gila hai, magar meri tujhse yahi inja hai Naa meri tarah usaka dil tod dena, naya apana dilbar jo tune chuna hai Jo kismat me hona hai woh hota rahega, mohabbat karega woh rota rahega Yeh hota raha hai yeh hota rahega Aisa kyun hota hai – (5)