Ho o o o…. o o o o o o….. – (3) Jab tumhaari yaad aayi, jakhm taaja ho gaya – (2) Main bhari mehfil mein rehake bhi tanaha ho gaya Jab tumhaari yaad aayi, jakhm taaja ho gaya
Bhigi bhigi raaton mein bhigi woh teri baatein Thehari hai khaabon mein gujari mulaakaatein Jaage phir wahin armaan, jinako bhula diya maine Jab tumhaari yaad aayi, jakhm taaja ho gaya
Jalate hai aankhon mein ashkon ke angaare Tute hai palkon se gum ke bechedaar Chhubhati hai saanson mein jism ki jawa khushbu Jab tumhaari yaad aayi, jakhm taaja ho gaya – (2) Main bhari mehfil mein rehake bhi tanaha ho gaya Jab tumhaari yaad aayi, jakhm taaja ho gaya
| Movie / Album | Ahmed Jehanzeb - Laut Aao Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Ahmed Jehanzeb |