Tum Mujhe Itana Pyaar Karo Song Lyrics - Ahankaar (1995) Lyrics

Tum Mujhe Itana Pyaar Karo Lyrics from Ahankaar (1995) Lyrics (bollywood) sung by alka yagnik, kumar sanu. This song is composed by anu malik with lyrics penned by anand bakshi. Ahankaar (1995) Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Tum Mujhe Itana Pyaar Karo Lyrics from Ahankaar (1995) Lyrics: alka yagnik, kumar sanu sings this bollywood song for Ahankaar (1995) Lyrics film with music by anu malik

Hey hey, ho ho ho, hmm mm mm mm hmm hmm hmm, hey hey hey

(Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau – (2) Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau) – (2) Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau

Bin tumhaare jaane jaana jindagi viraan thi – (2) Chaahaton se meri dhadkan abb talak anjaan thi Ey hey hey ho ho ho Hai meri toh yahin khwaaish hai, inn baahon mein so jaau Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau

Abb sahi jaaye na mujhase duriya tanhaayiya – (2) Chain dil ko de rahi hai, husn ki angadaayiya Hmm hmm hmm aa ha ha ha Kya sanam meri haalat hai, aao tumko samjhaau Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau Tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau Bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau Tum mujhe itana pyaar karo Ho o o o ke main paagal ho jaau, ha ha main paagal ho jaau