Aapne Pyaar Diya, Pyaar Se Maar Diya Song Lyrics - Agreement (1980) Lyrics

Aapne Pyaar Diya, Pyaar Se Maar Diya Lyrics from Agreement (1980) Lyrics (bollywood) sung by shailendra singh. This song is composed by bappi lahiri . Agreement (1980) Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Aapne Pyaar Diya, Pyaar Se Maar Diya Lyrics from Agreement (1980) Lyrics: shailendra singh sings this bollywood song for Agreement (1980) Lyrics film with music by bappi lahiri

Aapne pyaar diya, pyaar se maar diya – (2) Shukriya aapka jo aapne sarkaar diya Aapne pyaar diya, pyaar se maar diya Dilbar tujhasa kismat se milata hai, really how sweet Dilbar tujhasa kismat se milata hai

(Pehale hoti nahi thi yaaron aise yaari Abb toh pyaar ke bhi mil jaate hai vyopaari) – (2) Dil lagaaye kahin, ghar basaaye kahin Dekh yeh aajkal ke hasin Aapne pyaar diya, pyaar se maar diya Shukriya aapka jo aapne sarkaar diya Aapne pyaar diya, pyaar se maar diya Dilbar tujhasa kismat se milata hai – (2)

La la la la la la la……..

(Ik din lagata hai ke aisa bhi aayega Bandhan dil ka kachcha dhaaga kehlaayega) – (2) Chaahe jab jod lo, chaahe jab tod do Jisako chaaho jahaan chhod do Aapne pyaar diya, pyaar se maar diya Shukriya aapka jo aapne sarkaar diya Aapne pyaar diya, pyaar se maar diya Dilbar tujhasa kismat se milata hai….