Din Andhiyare Song Lyrics - Agnivarsha Lyrics

Following is the lyrics of 'Din Andhiyare ' song from the hindi movie 'Agnivarsha Lyrics', the lyrics are written by javed akhtar, in the voice of singer ustad sultan khan

Din andhiyare Kaliyug bit din andhiyare – 2 Na suraj hi nikala Na chanda na tare Din andhiyare Kaliyug bit din andhiyare

Ek pal more Mann me me nirasha Ek pal more ek pal more Mann me me nirasha Duje pal hai ashao Bolsakenge do ghan naina Kya mere mann ki bhasha Din andhiyare Kaliyug bit din andhiyare

Jivan jaise kala sagar – 2 Jisa ka nahi kinara Koi to aata jo sang lata Ek kiran ujiyara Din andhiyare Kaliyug bit din andhiyare

Na suraj hi nikala Na chanda na tare Din andhiyare Kaliyug bit hai din andhiyare Hai din andhiyare – 2