Husn Par Meri Nathani Ka Ghera Hai Song Lyrics - Adhoora Aadmi (1982) Lyrics

Lyrics of 'Husn Par Meri Nathani Ka Ghera Hai ' song from the bollywood movie 'Adhoora Aadmi (1982) Lyrics', in the voice of singer asha bhosle,

Husn par meri nathani ka ghera hai – (2) Hai kisi ki duwa jo bachi hu piya – (2) Warana saara muhalla lutera hai – (2) Husn par meri nathani ka ghera hai – (2)

(Tere jaiso se mohabbat koyi kyun kare Tere jaiso ki chaahat mein koyi kyun mare) – (2) Tune jisako dasa aa aa aa…. Tune jisako dasa tujhase jo bhi phasa Usaki duniya mein samajho andhera hai – (2) Husn par meri nathani ka ghera hai, husn par meri nathani ka

(Tu yeh bole aa main tori choli rangawa du Aur tu bole aa nathani mein heere jadawa du) – (2) Honge pure nahi aa aa aa….. Honge pure nahi khaab tere hasin Chhod bhi de iraada jo tera hai – (2) Husn par meri nathani ka ghera hai Raam ki hai duwa jo bachi hu piya Warana saara muhalla lutera hai – (2) Husn par meri nathani ka ghera hai