(Purana tera khunta oye Dhakka laga tuta Chalayega kya gadi – 2 Utar apni dhoti – 2 Aur bandh meri sadi) – (2) Utar apni dhoti Aur bandh meri sadi
(Dhoti ne diya dhokha Pichhe se jara fat gayi) – (2) Dunia ne nahi dekha Izzat to magar lut gayi Tu to hai mard bacha – 2 Ab jhutha ho ya sacha Oye man mera kahna man mera kahna Mundwake much dadi Aur bandh meri sadi Purana tera khunta oye Dhakka laga chuta Chalayega kya gadi – 2 (Utar apni dhoti Aur bandh meri sadi) – (2)
(Bumbai tu kabhi chalna Mai chudi dila dungi) – (2) Jo sar pe latkati hai woh Dum bhi kata dungi Kaisa diya jhatka – 2 Aage na yaha atka Payega nahi dana – 2 Ye chhod ke tiwadi Bandh meri sadi Purana tera khunta oye Dhakka laga tuta Chalayega kya gadi – 2 (Utar apni dhoti Aur bandh meri sadi) – (2)
(Ladki hu sahar wali Rehna tu jara bachke) – (2) Dil mera dhadkta hai Jab teri kamar lachke Aisa laga thumka Lahrane lage jhumka Aa jaye nasha pyare – 2 Bas te le jara gadi Bandh meri sadi Purana tera khunta oye Dhakka laga tuta Chalayega kya gadi – 2 (Utar apni dhoti Aur bandh meri sadi) – (2)
Movie / Album | Abhimanyu Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Farooq Qaiser |
Singer's | Alka Yagnik |
Music Director | Anu Malik |
Lyricist : Indeevar
Singer : Alka Yagnik, Amit Kumar