(Bhiga badan jalne laga, mausam badalne laga Jaise arman koyi, jaise mehaman koyi, dil men machalne laga) – 2
Jan kee dushman jawani, janey yeh aag hai ya pani – 2 Ho halki halki jalan, mithi mithi chhubhan Hay dam nikalne laga (Bhiga badan – 2) jalne laga, mausam badalne laga Jaise arman koyi, jaise mehaman koyi, dil men machalne laga Bhiga badan jalne laga
Koyi chilman naa koyi parda, koyi dekhe toh kya ho tauba – 2 Haayi dil darne laga, dhak dhak karne laga, jaadu sa chalne laga Bhiga badan – 2 jalne laga, mausam badalne laga Jaise armaan koyi, jaise mehaman koyi, dil men machalne laga Bhiga badan jalne laga
| Movie / Album | Abdullah Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Singer's | Asha Bhosle |
| Music Director | R D Burman |