Hun….. hun hun hun hun Hey….. hey hey hey hey (Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare -2, aap hee bataye ham kya kare Aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye, ham iss ada pe kyun naa mare) – 2 Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare
Bas ham tumhe dekha kare, baithi raho aaghosh men Aisi bhi kya diwangi, bilkul nahee ho tum hosh men Janeman janejana chhodiye bhi satana, ham iss jalan men kab tak jale Tumhe hamase hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare
Kahne lagi bechainiya, abb dooriyaan hai mushkil badi Panchhi piya pardesiya, kaise jiye ham abb yeh ghadi Aap se aarju hai, aap se jindgi hai, aap ke bina ham kaise rahe Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare – 2
Movie / Album | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyon Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Sameer |
Singer's | Alka Yagnik, Udit Narayan |
Music Director | Anu Malik |
Lyricist :
Singer : Anuradha Paudwal, Kailash Kher, Sneha Pant, Sonu Nigam, Sudesh Bhonsle
Lyricist : Sameer
Singer : Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Udit Narayan
Lyricist :
Singer : Anuradha Paudwal, Karsan Sagathia, Sonu Nigam
Lyricist : Sameer
Singer : Alka Yagnik, Kailash Kher, Sonu Nigam, Udit Narayan