Saawan Ka Mahina Aaya Hai Song Lyrics - Aayi Milan Ki Raat Lyrics

Aayi Milan Ki Raat Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by anand shrivastav, milind shrivastav. . The song lyrics of Saawan Ka Mahina Aaya Hai are below

Saawan ka mahina aaya hai, ghata se barsa hai pani We mahiya bujha de pyas jiya ki ho

Aise me tune jo chhua meri bhi mehki jawani We mahiya bujha de pyas jiya ki ho

Tere husn shabab ki bat huyi ya madira ki barsat huyi Mausam bhi sharabi lagta hai, mujhe bhi chadhiya nasha hai We mahiya bujha de pyas jiya ki ho

Koi jor na dil pe chalta hai, barish me badan mera jalta hai Bundo me chhupi hai chingari, hawa bhi suiyan chubhaye We mahiya bujha de pyas jiya ki ho

Ham milte rahe janam janam, na honge juda ham milke sanam Aa ek duje me kho jaye rahe na koyi bhi duri We mahiya bujha de pyas jiya ki ho