Hasrate Hain Bahot Magar Song Lyrics - Aatish Lyrics

Hasrate Hain Bahot Magar Lyrics : Hasrate Hain Bahot Magar Song from the film Aatish Lyrics is sung by kumar sanu, sadhana sargam and composed by nadeem-shravan. ,

Hasrate hain bahot magar tumse main kya kahu – (2) Leke baho me main tumhe pyar karta rahu Khwaishe hain bahot magar tumse main kya kahu – (2) Had se aage gujar ke bhi abb muhabbat karu Hasrate hain bahot magar tumse main kya kahu Leke baho me main tumhe pyar karta rahu

Jan-e-wafa jan-e-jahan aisi ada hogi kaha Dekha sanam maine tumhe behke mere kadam Aankhe mili palke jhuki jadu jaga sanse ruki Aise mujhe chhedo na tum aaye badi sharam Chahate hain bahot magar tumse mai kya kahu – (2) Leke baho me main tumhe pyar karta rahu Khwaishe hain bahot magar tumse main kya kahu Had se aage gujar ke bhi abb muhabbat karu

Bechain main hone lagi, jane kaha khone lagi Khushbu bina mehka badan, chhane laga nasha Maine kaha tumne suna dhadkan bani dil ki juban Tanha yaha tum jo mile aane laga maja Aarju hain bahot magar tumse mai kya kahu – (2) Had se aage gujar ke bhi abb muhabbat karu Hasrate hain bahot magar tumse main kya kahu Leke baho me main tumhe pyar karta rahu Had se aage gujar ke bhi abb muhabbat karu Leke baho me main tumhe pyar karta rahu Had se aage gujar ke bhi abb muhabbat karu