Ek Wari Nai Sau Wari Song Lyrics - Aatish(album) Lyrics

Ek Wari Nai Sau Wari Lyrics: Song from Aatish(album) Lyrics movie sung by faakhir, song is composed by .

Chahay mera dil lay le Chahay mere jaan lay le Aarzoo ho jaisay waisay imtihan lay le

Eeik wari nai sau wari Tainu pyar karan mein lakh wari

Inj pyar kisay nai karna Inj hor kisay nai marna

Neendain jo apni uralay Dil kar day teray hawalay Bechain koi mujh sa na ho gaa Saanson mein tujh ko basa lay Chahat mein khud ko meeta lay Deewana aisa dekha na ho gaa Deewangi meri yeh bekhodi meri Kaash tu yeh jane tu yeh jindarey meri

Eeik wari nai sau wari Tainu pyar karan mein lakh wari

Inj pyar kisay nai karna Inj hor kisay nai marna

Ae kash chup mein na rehta Kehna tha jo pehlay kehta Doori ka aisa dukh mein na sehta Tujhko jo ehsaas hota Tu jo meray paas hota Mein yon na gham ki lehron mein behta Teray naal chal waikhan pyar di chal waikhan Zindigi mein apni tainu eik pal waikhan

Eeik wari nai sau wari Tainu pyar karan mein lakh wari

Inj pyar kisay nai karna Inj hor kisay nai marna