Man Bawra Tujhe Dhundhta Song Lyrics - Aasma Lyrics

Man Bawra Tujhe Dhundhta Lyrics : Man Bawra Tujhe Dhundhta Song from the film Aasma Lyrics is sung by rahat fateh ali khan and composed by afsar-sajid. ,

Man bawra tujhe dhundhta – 2 (Pane ki khone ki paimaishe Jine ki sari meri khwahishe) – (2) Aasma ye jaha sab lage thehra Man bawra tujhe dhundhta – 2

(Badguma tha nadan ye dil Dhadkega na kabhi Honsh kho baitha hai pagal Ruthi hai zindgi) – (2) Khud se bate kar karke hansna Bhid me bhi tanha sa lagna Baj rahi hai jaltarange Sanso ke darmaya Man bawra tujhe dhundhta – 2

(Unsiyat ke khwab chunkar Katati rate meri Iltza-e-did lekar Phatke aankhe meri) – (2) Milo lambe ye fasle hai Bas tassavur ke silsile hai Rat jage gumsum pade hai Pal ko pe rah hairan Man bawra tujhe dhundhta – 2

(Pane ki khone ki paimaishe Jeene ki sari meri khwahishe) – (2) Aasma ye jaha sab lage thehra Man bawra tujhe dhundhta – 2 Tujhe dhundhta tujhe dhundhta