Ye Pal Song Lyrics - Aasama Lyrics

Ye Pal Lyrics from Aasama Lyrics (bollywood) sung by call the band. This song is composed by afsar, sajid ali . Aasama Lyrics (bollywood) film stars ,the songs were released in .

(Main deewaana) – 4 Aisa lamhaa tha, ke man karta tha Jeeloon main baar baar, main deewaana Aanewaala kal na jaane kispal Le jaata hai kahaan.. hai kisne jaana Ab kya afsaana, likhta hai aasma Karle thoda intzaar, jaaye naa tu fisal Guzrega ye pal, itna kyun hai bekaraar Kaaye ki hai fikar, guzrega.. ye pal

Achchha lagta hai, chaahe sapna hai Parwaah nahi hai yaar Par main deewaana, ye bhi naa jaana Hai jeena to ek baa..r Dil tode saare, par sunle pyaare Sab chalta hai yahaan Karle thoda intzaar, jaaye naa tu fisal Guzrega ye pal, itna kyun hai bekaraar Kalki hai fikar, guzrega.. ye pal

Is jahaan se us jahaan tak Is zameen se aasmaan tak Ho.. intzaar.. intezaar.. intzeaar.. Main deewaana, intezaar…